कल का मौसम 29 मई: 13 घंटे के भीतर 15 राज्यों में भारी बारिश-आंधी का अलर्ट, 90 की स्पीड से हवा; IMD अपडेट जारी
Agale teen din bheeshan garmi ke baad ab mausam mein badlav. Kal 13 ghante mein 15 rajyon mein bhari baarish aur aandhi ki sambhavana, hawa 90 km/ghanta tak. Delhi-NCR mein tez baarish, UP-Haryana mein aandhi ka alert. Mausam vibhag ne update jari kiya hai.
